Pages

Monday, August 23, 2010

dono sawalon ka jawab eik hi hona chahiye

Challange For You. 
Fill in the Blanks Lekin Yaad Rahy 
Dono Sawalon ka Jawab Eik Hi Hona Chahiye. 

1. Badsha Ne Qameez Kyun Nahi Pehni? 
2. Gosht Kyun Nahi khaya? 
Qameez ka _____ nahi tha, 
Gosht ____ nahi tha. 

1.Wazeer Ne parda kyun nahi Silwaya? 
2.Murga Kyun nahi Khareda? 
Parda ____ nahi tha, 
Murga ____ nahi tha. 

1.Shehzadi Ne Halwa kyun Nahi Khaya? 
2.Kahani Kyun nahi Parhi? 
Halway kay Saath ____ nahi thi, 
Kahani ____ Nahi thi. 

Reply Fast. 


Answers: 
1.Gala 
2.Kata 
3.Poori 

No comments:

Post a Comment