apna hissa shumar karti theiwo mujhayitna pyaar karti thi,
wo baanati thai meri tasveerain phir un se baatein hazaar karti thai
, mera dukh b khaloos-e-neeyyat se apna dukon mei shummar karti thai
, such samajhti thi jhoot b mera yun woh mera atibaar karti thai,
jab b rota tha main raak ki tanhayion mei wo apna honto se mera cherhra ko saaf karti thai
, aj sochta hon to aankhein begh jati hain wo larki mjhse kitna payar krti thai. wahfa
No comments:
Post a Comment