Pages

Wednesday, July 14, 2010

Ma Usko Phir Naye Khwabon ka Jhan de aya

Ma Usko Phir Naye Khwabon ka Jhan de aya.Zameen bn k usy Asman de aya.
.Khuda k wsty milny ki raah dy mjhko.Gham-e-Firaq ka her Imtehan de aya.
Na ki zara bhi wzaht ksi b jazby ki.usy yaqeen tha aur me guman de aya
.wo chahta tha k ho Karobar-e-ishq wasi.Mein usko dard ki sari dukan de aya
.Bara Fareza tha Tableegh-e-ishq mere liye.Mein Munikeron ki zameen pe Azaan de aya.

No comments:

Post a Comment