Naat 3

Ankhon main bs gia ha jo ik chera-e-purnoor
Ab nahe dil main raha ksi aur cheez ka hasool
Zindagi ab to bs unka saya-e-shafqat main guzar jae
Un ka begair to jase zindagi ha mare fazool
Unke deed ke khatar main unhe raha bhatakta
Mila mujha wo dil main hain allah ka jo rasool
Ab to urka pounch jaon main un ka pass
K jea nahe jata ab to bs un sa door
Kab tehra ga ye kafla, jab raat hoge
Mujha jald he milna b ha unsa zaroor
Maintheek nah ho sakongaksi b dawasa aa tabeb
Mera liya to bs ik dawa ha mera hazooz mera hazoor

No comments:

Post a Comment

Copyright © SmS MixturE