Shayad k wo is taraf b kabhe aa niklain
Yahe sooch k kr rahain hain ham intazar un ka
Ghair to yaad hain sabhe per apna yaad nahin
Yaheto ha ik khas kamal un ka
Aur to kuch b nahin us ke yaad ke khatar
Hamare pass ha faqat ik gira rumal un ka
Mera pass waqat nahe phir ksi waqat aana
Hamara liya haot ha yahe takea-e-kalam un ka
Abhe tk use ke jawab pajawab bheajta hon
Salon pehla jo kabhe mila tha hamain sallam un ka
No comments:
Post a Comment